Home / Fiqah / Kya Sahi Kya Galat? / Sunnat e Gair Mo’Akkeda Ko Padhne Ka Sahi Tariqa Kya Hai?

Sunnat e Gair Mo’Akkeda Ko Padhne Ka Sahi Tariqa Kya Hai?

Kya Sunnate Gair-Mo’Akkeda Ko Bhi Aur Namazo’n Ki Tarah Padha Jaye?

Aam Taur Par Logo Ko Ye To Maloom Hai Ke Sunnat e Gair-Mo’Akkeda Ko Na Padhne Me Koi Gunah Nahi Hai Lekin Sunnat e Gair-Mo’Akkeda Ko Padhne Ka Sahi Tariqa Kya Hai Is Se Be-ilm Hai…
Haalanke Sunnat e Gair-Mo’Akkeda Ko Bhi Bila Wajah Na Chhore Ke Namaz Humare Aaqa ﷺ Ki Noorani Aankho’n Ki Thandak Aur Allah  ﷻ Ki Khushnudi Ka Zariya Hai…
Sunnat e Gair-Mo’Akkeda Aur Nafil Namaz Padhne Ek Hi Tariqa Hai..
Lehaza Sunnat e Gair-Mo’Akkeda Aur Nafil Namaz Ko Usi Tariqa Ke Mutabiq Padhe’n Jo Niche Zikr Kiya Gaya Hai…

Muharram Me Shadi Karna Kaisa Hai?

Kya Gusl Ke Wuzu Se Namaz Nahi Hoti?

Galat Mas’ala

Kuch Log Asr Aur Isha Ki Sunnate’n Jo *Gair-Mo’Akkeda Hain
Unhe Aam Sunnato’n Ki Tarah Ada Karte Hain,
Haalanke Aysa Nahi Hai

Sahi Mas’ala

Sahi Mas’ala Ye Hai Gair-Mo’Akkeda Sunnato’n Ke *Qayda e Uoola Me Tashahhud Ke Baad Durood Sharif Bhi Padhni Chaiye.
Aur Teesri (3rd) Rakat Sana Se Shuru Kare.
Kyun Ke Sunnate Gair-Mo’Akkeda Aur Nafil Ki Har Do (2) Rakat Mustaqil Namaz Hai
Aur Do (2) Rakat Ke Baad Jo Qayda Hai Wo *Qayda Akhirah Ke Hukm Me Hai,

📚 Bahare Shariat Hissa 4 Safa 15

Kya Sharmgah Par Nazar Padne Se Wuzu Toot Jata Hai?

Dadhi Mundane Wala Azan Keh Sakta Hai Ya Nahi?

*Gair-Mo’Akkeda:  Jiska Karna Sawab Aur Na Karne Me Cahe Aadatan Ho Etaab (Narazgi. Malamat) Nahi Magar Shar’an Use Chhorna Na Pasand Ho,
*Qayda e Uoola: Char (4) Rakat Wali Namaz Ki Dusri Rakat Me Attahiyat Ke Liye Baithna,
*Qayda Akhirah: Namaz Ke Aakhir Me Namaz Ko Khatm Karne Ke Liye Attahiyat Me Baithna,

Namaz Me Seene Ka Batan Khula Rakhna Kaisa Hai?

NailPolish Laga Kar Nahane Se Paak Honge Ya Nahi?

Leave a Reply