Home / Fiqah / Kya Sahi Kya Galat? / Allah Ta’Aala Ko Upar Wala Kehna Kaisa Hai?

Allah Ta’Aala Ko Upar Wala Kehna Kaisa Hai?

Galat Mas’ala

Aaj Kal Awaam Me Ye Baat 

Raej Hai..

K

Apni Guftgu Me Allah Ta’Aala Ko Upar Wala Keh Dete Hain

Aur Allah Ta’Aala Ko Upar Wala Kehna Sahi Samajhte Hain…


Ye Bilkul Galat Hai

……………………….

 Sahi Mas’ala 

…………………..

Sahi Mas’ala 

Ye Hai K Allah Ta’Aala Ko Upar Wala Kehna Jayaz Nahi

Agar Is Jumla Se Allah Ta’Aala K Liye Jehat (Zaman o Makan)Ko Sabit Kare To Kufr Hai..

Aur Agar Bulandi o Bartari K Ma’ana Me Istemal Kare To Kufr Nahi Magar Is Qaul Ko Bura Jane Aur Agar Koi Is Tarah K Alfaz Istemal Kare To Use Mana Kiya Jaye…


📝📝📝📝📝📝📝📝📝

📖 Book’s  📖

Sharah Aqaid Nafsi

BerurRaiq

Fatawa FaizurRasul

Leave a Reply