Galat Mas’ala
Awaam Me Ye Baat Bahut Mash’hoor Hai
Ke Agar Namaz Me Dahine Pair Ka Angutha Sarak Jaye To Namaz Nahi Hoti Hai.
Ye Baat Bilkul Galat Aur BeAsl Hai
Dadhi Mundane Wale Ki Azaan Ka Hukm?
Sahi Mas’ala
Sahi Mas’ala Ye Hai Ke
Agar Namaz Me Dahine Pair Ka Angutha Sarak Jaye To Namaz Me Koi Kharabi Nahi Aati Bila Karaahat Namaz Mukammal Ho Jati Hai
Haa’n Bila Wajah Namaz Me Qasdan Koi Harkat Karna Jism Ke Kisi Bhi Hisse Se Makrooh Hai.
Faqih e Millat Farmate Hain
Dahine Pair Ka Angutha Namaz Me Apni Jagah Se Hat Gaya To Koi Harj Nahi
Lekin Muqtadi Ka Dahine Baae’n Ya Aage Piche Itna Hatna Ke Jis Se Saf Me Kushadgi Paida Ho Ya Seena Saf Se Bahar Nikle Makrooh Hai,
📖 Bahare Shariat Hissa 3
📚 Fatawa FaizurRasul Hissa 1 Safa 371
One comment
Pingback: Muharram Ke Mahine Me Shadi Karna Kaisa Hai? • IslamiShariat.com