Home / Fiqah / Kya Sahi Kya Galat? / Kya Gusl Ke Waqt Kalma Na Padhne Se Paak Nahi Hote?

Kya Gusl Ke Waqt Kalma Na Padhne Se Paak Nahi Hote?

 

××> Galat-Fehmi <××  

Aawam Me Ye Mash’Hoor Hai

K Jab Tak (Gusl Karte Hue)

Kalma Sharif Na Padha Jaye To

Aadmi Paak Nahi Hota NaaPaak

Hi Rehta Hai …

  **> Sahi-Mas’Ala <**  

Ye Awam Ki Galat Fehmi

Aur Fuzul Baat Hai

Sahi Mas’Ala Ye Hai

K Gusal Karte Waqt Na Kalma Sharif Padhe’n

Aur Naa Hi Kisi Qism Ki GuftGu Kare’n

Balke Gusl K Faraiz o Sunan o Mustahabbat

Ko Ada Kare’n

SadarushShariAh Badaruttariqah

Mufti Amjad Ali Qadri Razvi

Farmate Hain..

Gusl Karte Waqt Kisi Qism Ka Kalaam

Na Kare’n

Aur Na Koi Dua Padhe’n

  {>Book<}  

Fatawa AalamGeeri

Bahar e Shari’At Jild 2

Leave a Reply