Home / Fiqah / Qurbani / Kya Qarz Lekar Bhi Qurbani Karni Hogi?

Kya Qarz Lekar Bhi Qurbani Karni Hogi?

Kya Qarz Lekar Bhi Qurbani Karni Hogi?

Jo Log Qurbani Ki Taqat Rakhne Ke BaWajud Apni Wajib Qurbani Nahi Karte Unke Liye Lamha e Fijlkriya Hai,
Awwal.Yahi Nuqsan Kya Kam Tha Ke Qurbani Na Karne Se Itne Bade Sawab Se Mehrum Ho Gaye.
Is Badh Kar Ye Ke Wo Gunahgar Aur Jahannam Ke HaqDaar Bhi Hain.

Fatawa Amjadiya Jild 3 Safa 315 Par Hai.

Agar Kisi Par Qurbani Wajib Hai Aur Us Waqt Us Par Paise Nahi To Qarz Lekar Ya Koi Chiz Bech Kar Qurbani Kare !

Leave a Reply