Haalat e Namaz Me Seene Ka Batan Khula Rakhna Kaisa Hai?
Galat Mas’ala
Aaj Kal Ye Bhi Dekha Gaya Hai Ke
Bahut Se Log Namaz Padhte Waqt Seene Ka Batan Nahi Lagate Hain Seena Saaf Dikhta Hai Aur Namaz Padh Lete Hain
Muharram Ke Mahine Me Shadi Karna Kaisa Hai?
Sajde Me Jate Waqt Tehband Ya Paijama Wagairah Uthana Kaisa Hai?
Sahi Mas’ala
Is Surat Me Namaz Makrooh e Tehrimi Hoti Hai
Agar Kurte Wagairah Ka Batan Na Laga Ho Aur Niche Baniyan Ya Kurta Wagairah Dusra Kapda Na Ho To Namaz Makrooh e Tehrimi Hogi
Haa’n Agar Niche Kurta Wagairah Koi Dusra Kapda Ho Aur Seena Nazar Na Aata Ho To Namaz Makrooh e Tanzihi Hai
Makrooh e Tehrimi Ki Bina Par Namaz Ko Dobara Padhna Wajib (Zaruri) Hai
Aur Tanzihi Ki Bina Par Mustahab (Achcha) Hai
📚 Fatawa FaizurRasul Jild 1 Safa 374