Tanbe Peetal Aur Lohe Ke Zewar Pahen Kar Namaz Padhna Kaisa Hai?
Galat Mas’ala
Aaj Kal Aurte’n Tanbe Aur Lohe Ke Zewraat Pahenti Hain Aur Unhi Zewraat Ko Pahen Kar Namaz Padh Leti Hain.
Aur Khayal Karti Hain Ke Namaz Ho Gayi
Ye Aurto’n Ki Galat Fehmi Hai.
Sunnat e Gair-Mo’Akkeda Padhne Ka Sahi Tariqa
Nakhuno’n Par NailPolish Laga Kar Gusl Ka Hukm
Sahi Mas’ala
Sahi Mas’ala Ye Hai Ke
Lohe. Peetal. Tanbe Ke Zewraat Pahen Kar Namaz Padhne Se Namaz Makrooh e Tehrimi Hoti Hai
Aur Fatawa Razviya Me Hai.
Har Wo Namaz Jo Makrooh e Tehrimi Ho Uska Dobara Padhna Wajib Hai..
📖 Fatawa FaizurRasul Jild 1 Safa 375