Agar Zibah Karte Waqt Puri Gardan Kat Gayi To Kya Hukm Hai?
➡ Aurato’n Ko Janwar Zibah Karna Kaisa Hai?
Galat Fehmi
Aaj Kal Ye Bhi Bahut Mash’hoor Hai Ke
Agar Janwar Zibah Karte Waqt Uski Puri Gardan Kat Gayi To Janwar Haram Ho Jata Hai
Ye Awam Ki Galat Fehmi Aur BeBuniyad Baat Hai
➡️Gosht Ke 22 Ajza (Hisse) Ka Tafseeli Bayan Jo Nahi Khaye Jate
Sahi Mas’ala
Sahi Mas’ala Ye Hai Ke
Agar Janwar Bismillah Allahu’Akbar Kehte Hue Zibah Kiya
Aur Zibah Karte Karte Puri Gardan Kat Gayi To Janwar Halal Hai
Jaisa Ke Aala Hazrat Mujaddid e Aazam Ashshah Imam Ahmad Raza Farmate Hain
Agar Janwar Ki Gardan Uske Jism Se Alehida Ho Jaye Ya Uski Khal Uske Sar Se Kuch Lagi Rahi In Dono Surato’n Me Jaiz Hai
📖 Ahkam e Shariat Hissa 1 Safa 13
➡️Kya Qurbani Ke Bakre Ka Dant Wala Hona Zaruri Hai?
➡️Ayebdar Janwaro Ki Tafseel Jinki Qurbani Nahi Hoti
➡️ Qurbani Ka Mukammal Tariqa, Dua, Aur Qurbani Me Kitni Rage’n Katni Chahiye?
One comment
Pingback: Qurbani Ke Mutalliq Galat Fehmiya'n Aur Unki Islah • IslamiShariat.com